Bharti mashhur adakara Hina Khan ne Sidharth Shukla ki maut per Apne
afsoos ka ezhaar karte hua paigam Diya hai. Ke kabhi kabhi acche aur bure
tajarbaat ke sath hamen yah lagta hai ki humne acche a se zindagi ko
pahchan liya hai aur yah hamari galat soch hy.
Hindi main(jindagi)
Bharti mashhur dakhara Hina Khan ne kaha hai ki zindagi main
maut ka ana hamesha achanak se hota hai isko
bradasht karna bahut mushkil kam
hai. Hina Khan ne Sidharth Shukla ki maut per Apne afsoos ka ezhar karte hue
aur kahan hai ki main inke ghar walon se delhi taur per tajiya(condolences)
Karti hun aur is gharay sadme per inke dukh mein barabar ki shamil hun.
Hindi main(mashur,
bradast)
Yad Rahe ke don din pahle hi Bharat ke ek mashhur adahkar Sidharth Shukla
ki maut achanak Dil ka dore padhne ki vajah se hui hy. Inke Umar 40 baras thi
aur yah ek naujawan aadami ki Umar hoti hai , yah bahout afsoos naak Khabar hai
inke ghar walon ki liay.
Hindi main(mashur)
Post a Comment