maut ka ana zindgi main ek achanak lamah hy.


Bharti mashhur adakara Hina Khan ne Sidharth Shukla ki maut per Apne afsoos ka ezhaar karte hua paigam Diya hai. Ke kabhi kabhi acche aur bure tajarbaat ke sath hamen yah lagta hai ki humne acche a se zindagi ko pahchan liya hai aur yah hamari galat soch hy.


Hindi main(jindagi)



Bharti mashhur dakhara Hina Khan ne kaha hai ki zindagi main maut ka ana hamesha achanak se hota hai isko bradasht karna bahut mushkil kam hai. Hina Khan ne Sidharth Shukla ki maut per Apne afsoos ka ezhar karte hue aur kahan hai ki main inke ghar walon se delhi taur per tajiya(condolences) Karti hun aur is gharay sadme per inke dukh mein barabar ki shamil hun.


Hindi main(mashur, bradast)


Yad Rahe ke don din pahle hi Bharat ke ek mashhur adahkar Sidharth Shukla ki maut achanak Dil ka dore padhne ki vajah se hui hy. Inke Umar 40 baras thi aur yah ek naujawan aadami ki Umar hoti hai , yah bahout afsoos naak Khabar hai inke ghar walon ki liay.


Hindi main(mashur)


Post a Comment

أحدث أقدم