paru style mein photo share ,Hira mani ky charche .


Hira mani jo ki Pakistan ki drama industry ki mashhur adakara Hain inka ek naya photo shoot kaarvaya gaya hai joki paru style mein hai apni instagram account per hira mani ne nai photoshoot ki kuch tasvirean share ki Hain.Joki inke fan ko bahut ziyada Pasand aae hain.

Hindi main(mashur, jiyada)



drama industries ki mashhur adakara Hira mani ko nae tasviron main dekha ja sakte hy, ke inko Duhlan Ka libas ke sath khubsurat jewellery bhi pahni hue hai.

Hindi main(mashur)

Drama industry ki mashhur adakara hiramani ne koi action nahin diya Jab inhun ne apne instagam account per tasviren share ki tu lakin inki tasviren mein banae gaye chand pose.


Hindi main(mashur)


'Devdas' movie ki heroine paru ke style ki nakal ke the,Per logon ne hira mani is tasviron ko bahut ziyada Pasand Kiya hai.

mashhur adakara hira mani ke fan ne inki tasviren per ek larky ne comments karte huae likha hai ke jo ap bartan puja wala lae ker khari Hain isase ek Hindu Dulhan jaisi lag rahi hai.

Hindi main(mashur)

Hira Mani Pakistan ki ek mashhur adakara Hain aur inke dramon ko bahut jyada Pasand Kiya jata hai. Is waqt Instagram account per followers ki tadaad 6 million se ziyada hai aur isase aap andaza Laga sakte hain ki inko chahane walon ki Dada bahut ziyada hai.

Hindi main(mashur,jiyada)

Post a Comment

Previous Post Next Post