Shilpa
shetty jog Bharati mashhur adahkara ke damad Raj Kundra per pahle bhi fahashi filmain banane ka ilzaam
hai aur ab ki mazid pareshani ka samna karna par raha hai. Bharti media ke mutabik Raj
kundra Shilpa shetty ke damad hai aur in per dhokha dahi ka lizaam lagaya hai.
Hindi main(mashur,fahashi,paresani)
Tajer Ke vakil ne adalat ko bataya hai ki Shilpa shetti aur inke damad Raj Kundra ne Tajer ke ek shaks ko razamand Kiya aur onse 41 lakh 33 hazar se ziyada ki rakam li aur business ke liye ,Tu kuch arse Baad jab munafa Dene ki Bari Aayi tu to donon miyan bivi ne vah paise Apne zaati istemal mein le Liye. Vakil ne adalat ko bataya ki donon miyan bivi ne is paise ko ghar kanuni tor par paise ko istemal Kiya hai Tajer ne adalat se kaha hy ki in donon miyan bivi ko bola Karke inke khilaf kanuni karvayi shuru ki jaa,
Hindi main(ziyada)
إرسال تعليق