Saba qamar ka caption sarwat gilani ko pasand agaya . Hindi/Urdu




Pakistan ki mashhur adahkara Saba qamar ne social media per Apne naye tasveer share ki hai jinhain ke chahne walon ki janib se bahut pasand Kiya ja raha hai.

Hindi main(mashur)

Saba qamar ne apni social media account Instagram par tasviren share kiye Hain jinmain se black maghar bhi libas pahne hue dekha ja sakta hai.


Saba qamar ki khubsurat tasviren ki tarhain inki Janib se post par diya gaya hai caption bhi niyat khubsurat hai.

Saba qamar ka Pani post ke caption mein likha hai ke logon ko dil ki aankhun se dekhen.

Saba amar ki in tasviron ki inke chahne walon khub inki tarif kar rahe hain aur vahi bahut sare actor bhi inki tarif karte najar a rahe hain .

Adahkara Saba qamar ki tareef karte hue adahkara sarwat gilani ne likha hai ‘ki ya baat hai’.

Saba qamar Pakistan drama industry ki bahut bari andhakara hai yah Pakistani drama mein bahut salon se kam kar rahi hain.

Saba qamar ne Pakistani drama industry bahut sare dramon mein kam Kiya hai aur ke in mein acchi adahkari kerne per award se bhi nawaza gaya hai.

Hindi main(nawja)

Saba qamar drama mein bahut dil laga kar kam karti hain aur in ki adahkari ko inke chahane wale bahut ziyada Pasand bhi karte Hain aur inke drame dekhte hain.

Hindi main(jiyada)

Saba qamar ne hamesha apni adakari se Apne chahne walon ke dil mein jagah banai hai.

 Hindi main(mashur)

Post a Comment

أحدث أقدم