Pakistani e adakara Noor Zafar Khan khud ko bahen aur adakara Sarah Khan ke hain aane wali nanni Alina ki pasandida khalah ban gai hain.
Noor Zafer Khan ki Janib se apne social media account Instagram par ek nai tasvir share ki gai hai jismein inhain Sarah khan ki beti Alina ko apni Gud mein utha hue dekha ja sakta hai.
Noor Zafar Khan apni is khubsurat post ki commission mein likha hai Ailna ki pasandida khalah voh Ailna se bahut mohabbat karti hai. Noor Zafar Khan ki is post per inke jaane chahne walon ne aur drama Actresses ki janib se comments kiye ja rahe Hain.
إرسال تعليق