Faisal
Qureshi Jo ke Pakistani film aur drama industry ke mashhur adahkar hain. Yah
Pakistan ki drama industry mein bahut lambe waqat se kam kar rahe hain unhone
bahut acche aur Naam ver logon ke sath kam Kiya hai inmein se Kai log ne bahut
bare bare naam bhi kamae hain.
Hindi main(mashur)
Faisal Qureshi ne ek channel per interview dete
hue kaha hai ke Jab main ne Pakistani drama industry mein kam Shuru kiya to
mujhe bahut acche actron ne ke sath kam karne ka mauka Mila in main ek Naam
Sultan Rahi sahab ka bhi hai.
Faisal Qureshi ne kaha ke main ne Sultan Rahi ke
sath kam kia hua hai aur vah ek bahut ache aadami the .Faisal Qureshi ne kaha
ke Sultan Rahi hisab ne ek din apni zindagi Ka experience share Kiya aur kaha
ki main tumhen ek bahut bari baat karta hun ki hamesha ache logon ki tarhain kerna hy aur hamesha phal us darkht par lagte
hain ju juka huta hy.
Hindi main(hamesa)
Faisal Qureshi ne mazid kaha Jo baten sultan Rai
Sahab ne mujhe ki thi vah abhi tak baten mujhe yad hai Faisal Qureshi ko
Pakistani industry mein kam karte hue 38 saal se ziyada waqat ho chuka hai.
Hindi
main(jiyada)
إرسال تعليق