Zarnish
Khan joker Pakistani drama industry ki mashhur adakara hun inhone Abrar ul Haq ke nae byan per
Nazia Khan ko jawab dete hue kahan hai ke agar koi shak achi baat Karen to iski
baat ko bura Nahin manana chahie aur iski puri zindagi per baat Nahin Karni
chahie.
Hindi main(mashur)
Abrar ul Haq kuch ne koch din pahle Islamabad ke
ek jalsay mein bayan karte hue kahan hai kh Jab ham chhote the is waqt ki maain
Apne bachon ko 'Allah Tala' ka zikar aur karmah suna kar solaya Karthi thi aur
aur voh so bhi jaya karte The . aur aajkal ki maain apni bachon ko mobile de
deti Hain aur vah is se khelte khelte so jaate Hain aakhir mein Jab vah bare ho
jaate Hain to vah bahut besharam Ban jaate hain.
Nazia Hassan Abrar ul Haq ki bayan per jawab dete
hue kaha tha kh aapane jo apni Maain ki guod mein Safar tahpaya hai vah yah
sunte sunte tapaya hai ki ' Nach punjaban ' aur ' billo ke ghar ' . Social
media par log Abrar ul Haq ki is baat ko acchi nazar se dekh rahi hai.
Post a Comment