Marwa Husain ke followers ki tadad main izafa par kyon .Hindi/urdu




Pakistani industry ki mashhur adakara marwa Husain ne apne a chahne wale ke sath hamesha rabte mein rahti hai. Aur yahi vajah hai ki unki shurat mein din ba din izafa hota ja raha hai.

Marwa Husain ne apne Instagram account per photo and video share ki hai inke follower ki tadad mein mazeed izafa hua hai aur ise izafe ke sath ab inki Instagram account par followers 60 million yani 70 laakh ho gai hai.

Marwa Husain ke Instagram account per 7 million followers hi aur jab ke khud inhune sirf 57 Instagram account par user ko follow Kiya hua hai aur ab tak sirf 959 Instagram account par post share ki hain.


Andhakara Marwa Husain ke Instagram account per apne chahne walon ke sath apni family doston aur Sathi actress ke sath tasviren aur zindagi mein aane wale a Khush gawar lamhaat ki tasviren aur video share karte rahti Hain.

Iske bare main vah apni chahane walon ko Kisi bhi naye drama yah project ke bare main social media per update dete kerti rahti Hain.


Marwa Hussain ke Instagram account per followers ki tadad barne se yah bahut khush Hain.


Marwa Husain Pakistani drama industry ki ek bahut achi adakara Hain inke drama ko bahut ziyada Pasand Kiya jata hai ya Pakistan mein bahut acche dramom mein kam kar chuki Hain jinko logon ne bahut pasand Kiya hai.


Yad Rahe ki marwa Husain ke Instagram account per subse ziyada followers rakhne wali Pakistan andakara Ayeza Khan hain ke followers ki tadad 10 million hi Jab ke 9 million sath andhakara Yamuna Khan dusre number per hi Pakistani superstar Mahira Khan aur Manaal Khan 8 million ke sath thard number per Hain. Manaal khan ki mangni Koch hi month phlay hue hy aur in dinon main bhi inke follower ki tadad main izafa howa hy.

Post a Comment

Previous Post Next Post