Manahil Khan ki shaadi shuru



Manahil Khan jo ki Pakistani drama industry ki mashhur adakara Hain aur mashhur adakara Aman Khan ki bahain hian ,Doston in ki shaadi Ahssan Mahsin Akmar se ho rahi hai aur aaj sham se inki Doli aur Mehandi ki takreer (Junction) ki shurwat ho rahi hai.

Hindi main(mashhur)

Manahil Khan aur Ahsan Mohsin Akram ki shaadi ki tarikh agale hafte mein Hi tay ki gai hai aur aaj se shaadi ka Junction shuru ho raha hai.

Hindi main(saadi)


Doston Ahsan Mohsin Akram ne apni instagram account per 2 cards share hain jismein Ahsan Mohsin Akram ki shaadi ki kuch malomat aae hy, In donon cards main se ek card dholi ke Junction ka hy aur ek card mehndi aur Maeon ki Junction ka hai.


Doston Manahil khan aur Ahsan Mohsin Akram ke shaadi ke bare main in donon cards mein Ahsan Mohsin Akram ki family ki janib se tamam inke chahne walon ko walimain Ka kaha gaya hai aur Junction main dance karne ke liye invite bhi Kiya gaya hai.


Hindi main(saadi)

Yah bhi yad rahe ke Manahal Khan aur Ahsan Mohsin Akram ne pahle bhi apni shaadi aur walimain ka card social media Instagram account per share kiya hai.


Post a Comment

Previous Post Next Post